Sunday 24 June 2012

ZINDAGI KO JARURAT THI

Zindagi ko jarurat thi,
Tumhari.....
Tumhare bharose ki saath ki,
Tumhare pyaar ki jashbaat ki...
Khudko lutaya hai,
Tumne hum par jitna,
Uske mukaable,
Kamm padd jaata humara,
Tum pe marr mitna..
Zindagi ko jarurat thi tumhari.....

No comments:

Post a Comment